સહકાર બદલ આભાર. તકલીફ બદલ ક્ષમા. , ઈર્ષાળુ ને આર્શીવાદ- આ. રવિદેવ સૂરિ

     1990 SE GUJRATI BHASHA ME JAIN SHASHAN KE GYANPRACHAR DHVARA LOKPRIY ARHAM SUNDARAM MASIK KE RUP ME 7000 GRAHKO AIVAM 60,000 SE 65,000 KA VANCHAK VARG KI SANKHYA JUDI HUI HE.. JISAME NIKXPAKXHIY LEKH PRAVACHAN ~ SUVICHAR ~ HIT SHIKSHA ~ JYOTISH ~ DHARMIK SAMACHAR ~ KAHANI ~ BAL VIBHAG JESE SUNDAR JANANE MANANE LAYAK ADBHOOT LEKH AATE HE...

     YAH ARHAM SUNDARAM MASIK PARAM PUJY JAINACHARY SRI RAVIDEV SURISHVARJI MHARAJA KE PRERNA MARGDARSHK SE HAR MHINA KI 1ST DATE KO AHEMDABAD GUJRAT SE PRAKASHIT HO RAHA HAI...

     VARTMAN KALIK PRAVACHANKAR AACHARY SRI M.S. KE LEKH BHI IS ARHAM SUNDARAM MASIK ME PADHE JATE HE...

     ARHAM SUNDARAM MASIK KO GYAN PRACHARATHE ANEK JAIN SANDHO NE SAHKAR DIYA HE....

       PUJY AACHARY SRI RAVIDEV SURIJI MAHARAJA KA AIK HI PRAYAS HE GYAN KO GHAR GHAR TAK PHOCHANA OR LOKO KA JIVAN PARIVARTAN KARNA OR PUJYSRI KHETE HAI MERE YAH PRAYAS KA FAYDA MUJHE ARHAM SUNDARAM KE 27 YEAR ME DIKHA HE. ANEK SADHU SADHVIJI BHAGVANTO KA AASHIRWAD OR ANEK SHRAVAK SHRAVIKAO KI SHUBHKAMNA.........

       AIK SHRAVIKA KE UDGAR MERE HATH ME ARHAM SUNDARAM MASIK  AAYA OR MERE JIVAN KA PARIVARTAN HUA OR ME ABHI KUCH DINO ME SAYAM JIVAN ANGIKAR KAR RAHI HU ..

      AAP BHI KYU  DER KAR RAHE HO AAPKE GHAR BETHE GYAN GANGA PAIYE

      ARHAM SUNDARAM MASIK KO TAN ~ MAN ~ DHAN SE SAHYOG PRADAN KARTE JIVAN MANGAL KARE...

Year  January  February  March  April  May  June  July  Augast  September  October November  December
2017                PDF  PDF  PDF  PDF  PDF
2018  PDF  PDF  PDF  PDF                

 

AAJIVAN LAVAJAM        Rs.1008/-

TRIVARSHIK LAVAJAM   Rs.351/-

VARSHI SHUBHECHAK  Rs.1100/-

( 1 YEAR TAK FOTU  AUR 1 YEAR ARHAM MASIK LAVAJAM )